Wednesday, October 9, 2013

घुंगरू की तरह बजता ही रहा हूँ मैं

मैं करता रहा औरों की कही
मेरी बात मेरे मन ही में रही

चित्रपट: चोर मचाये शोर    संगीतकार: रवींद्र जैन
गीतकार: रवींद्र जैन        गायक: किशोरकुमार




Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Kabhi Is Pagh Main Kabhi Us Pagh Main
Bajtahi Raha Hoon Main

Kabhi Toot Gaya Kabhi Todha Gaya
Sau Bar Mujhey Phir Jodha Gaya
Yunhi Lut Lut  Ke Aur Mit Mit Ke
Banta Hi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main

Main Karta Raha Auron Ki Kahi
Meri Baat Mere Man Hi Main Rahi
Kabhi Mandir Main Kabhi Mehfil Main
Sajtahi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main

Apnon Me Rahey Ya Gairon Me
Ghunghroo Ki Jagah Toh Hai Pairon Mein
Phir Kaisa Gila Jag Se Jo Mila
Saheta Hi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main

Monday, July 8, 2013

Hum Pyar Mein Jalnewalon Ko


Uploaded on Sep 16, 2008
Film :Jailor Year:1958 Producer : Sohrab Modi Production : Minerva Movietone Director : Sohrab Modi Film Actors:Abhi Bhattacharya, Deji Irani, E.Tarapur,Geeta Bali,Kamini Kaushal,Nana Palsikar,Pratima,Raj Kunwar,Sohrab Modi Lyrics : Rajendra Krishen Singer:Lata OnScreen Actors :Geeta Bali Music Director : Madan Mohan LYRICS:Hum pyar mein jalne walon ko hum pyar mein jalne walon ko chain kahan hai aaram kahan preet ki andhiyari manzil mein charo aur syahi aadhi rah mein he lut jaye es manzil ka rahi kanton par chalne walonko chain kahan hai aaram kahan bahlaye jab dil na behle toh kaise bahlaye gum hei to hai pyar ki daulat yeh kehkar samjhaye apna dil chalne walonko chain kahan haye aaram kahaan

HUM TERE PYAR MAIN SARA ALAM

Uploaded on Nov 10, 2008
DIL EK MANDIR 1963,RAJKUMAR,RAJENDRA KUMAR,MEENA KUMARI,MEHMOOD,P:CHITRALAYA,D:SRIDHAR,M.­D:SHANKAR JAIKISHAN,SUNG BY LATA

Monday, July 1, 2013

Ham Hain Mata-e-koocha-o-bazaar ki tarah


Uploaded on Nov 11, 2009
Hum hai mataye koocha bazaar ki tarah ( Dastak 1970) Lata Mangeskar -

Cast: Anju Mahendru, Anwar Husain, Kamal Kapoor, Rehana Sultan, Sanjeev Kumar

Music Director: Madan Mohan
Director: Rajinder Singh Bedi
Producer: Rajinder Singh Bedi
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Hum hain mataa e koocha o bazaar ki tarha
uthti hai har nigaah khareedar ki tarha

wo to kaheen hai aur magar dil ke aas paas
phirti hai koi shae nigaah e yaar ki tarha

majrooh likh rahe hain wo ahl e wafa ka naam
hum bhi khare huai hain gunahgaar ki tarha

Woh Dekho Jala Ghar Kisi Ka

Saturday, June 29, 2013

Dikhayi Diye Yun..


Uploaded on Jul 19, 2007
Movie Name: Bazaar (1982)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Khaiyaam
Lyrics: Mir Taqi Mir

This song is one of my all time favorites by Lata. It's just so powerful, beautiful, and sad.