मैं करता रहा औरों की कही
मेरी बात मेरे मन ही में रही
चित्रपट: चोर मचाये शोर संगीतकार: रवींद्र जैन
गीतकार: रवींद्र जैन गायक: किशोरकुमार
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Kabhi Is Pagh Main Kabhi Us Pagh Main
Bajtahi Raha Hoon Main
Kabhi Toot Gaya Kabhi Todha Gaya
Sau Bar Mujhey Phir Jodha Gaya
Yunhi Lut Lut Ke Aur Mit Mit Ke
Banta Hi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Main Karta Raha Auron Ki Kahi
Meri Baat Mere Man Hi Main Rahi
Kabhi Mandir Main Kabhi Mehfil Main
Sajtahi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Apnon Me Rahey Ya Gairon Me
Ghunghroo Ki Jagah Toh Hai Pairon Mein
Phir Kaisa Gila Jag Se Jo Mila
Saheta Hi Raha Hoon Main